Best And Popular Ahmad Faraz Shayari List  

Ahmad Faraz  being born on Jan 12 - 1931 in Kohat,  is one most popular urdu poets in our history. His real name was Syed Ahmad Shah and he used "faraz' as his pen name. During his progressive years as a poet he considered Faiz Ahmad Faiz as his role model. Beside being a poet, Ahmad Faraz was also a lecturer. Ahmad Faraz Shayari has been translated into languages like english, spanish, russian and french. He says that he only writes when he is foreced to write from inside. He has a written a very famous reply to one of Mirza Ghalib shayari.

Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}

Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}

Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz}

Ahmad Faraz died on Aug 25, 2008 due to kidney failure. Most of his shayari's are love shayari. We will here read some of the best Ahmad Faraz Shayari.

Ahmad Faraz Picture
Ahmad Faraz

Best 2 lines Shayari Collection

1#
Kuchh Muhabbat Ka Nashaa Tha Pehlay Hum Ko Faraz,
Dill Jo Tota To Nashey Se Muhabbat Ho Gai ...!

2#
Woh rooz dekhtey hai dubtay hua suraj ko Faraz,
Kaash main bhi kisi shaam ka manzar hota ...!

3#
Shayad khushii ka daur bhi aa jaaye ek din Faraz,
Gham bhi to mil gaye thay tamanna kiye baghair ...!

4#
Ab maayoos qyo ho us ki bewafaii pe Faraz?
Tum khud hi to kehtay thay ki wo sab se juda hai ...!

5#
Kisi ki Kya majaal thi jo koi Hum ko khareed Sakta",,,
Hum to khud hi Bikk gaye kharidaar dekh kay ...!

6#
Is Dafaa Barishain Rukti Hi Nahe Faraz,
Hum Ne Aansu Kya Piye Sara Mausam Ro Para ...!    

7#
Mere lafzoon ki pehchaan agar kar leta wo Faraz,
Usay mujse nahi khud se muhabbat ho jati ...!

8#
In Barishoon Se Doosti acchi nahi Faraz,
Kaccha Tera Maqaan Hai Kucch To Khayal Kar ...!

9#
Kaun deta hai umar bhar ka sahara aye Faraz,
Log to Janaazay main bhi kandhay badaltay rahtay hain ...!

10#
Sochaa tha ki woh bohat toot kar chahay ga humey Faraz,
Lekin chaha bhi hum ne aur tootey bhi hum ...!

11#
Yaheey soch kar us ki har baat ko sach mana hai Faraz,
Ki itnay khubsoorat Lub jhoot kaisay bolain gay ...!

12#
Merey jazbaat se waqif hai mera qalam Faraz,
Main pyar likhon to tera naam likh jata hai ...!

Long Ahmad Faraz Shayari

1#
'Faraz' ab koi sauda koi junoon bhi nahin
Magar qaraar se din katt rahey hon yun bhi nahin

Lab-o-dahan bhi mila gufta-gu ka fan bhi mila
Magar jo dil pe guzarti hai kah sukoon bhi nahin

Meri zubaan ki luknat se badgumaan na ho
Jo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahin

'Faraz' jaise koi diya turbat-e-havaa chahe hai
Tu paas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahin ...!
--------------------------------------------------------
{ dahan = mouth, gufta-gu = conversation, fan = skill,
luknat = stammering, badgumaan = suspicious, turbat = tomb }
-----------------------------------------------------

2#
Kuch na kisi se bolenge
tanhaai mein ro lenge

Hum berahbaron ka kya
saath kisi ke ho lenge

Khud to huey rusvaa lekin
terey bhed na kholenge

Jevan zahar bhara saagar
kab tak amrit gholenge

Nind to kya Aayegi 'Faraz'
maut aaey to so lenge ...!
-------------------------------------
{ berahbaron=pathless travellers }
--------------------------------------

3#
Ab naye saal ki mohlat nahin milney vaali
Aa chukey ab to shab-o-roz azaabon vaaley

Ab to sab dashnaa-o-Khanjar ki zubaan bolatey hain
Ab kahan log muhabbat ke nisaabo vaaley

Zinda rahney ki tamanna ho to ho jaate hain
Faakhton ke bhi kirdaar uqaabon vaaley

Na mere zakhm khiley hain na tera rang-e-hina
Mausam aaye hi nahin ab ke gulaabon vaaley ...!
--------------------------------------------------------
{ mohlat=time, shab-o-roz=night & day, azaab=misfortune, dashnaa=dagger }
---------------------------------------------------------------

If you liked Ahmad Faraz Shayari, please share it.




Kindly Share it.



226 comments

uski ankhon ko kabhi gaur se dekha hai faraz
rone walon ki tarha jagne walon jaysi <3

us k chehre ko jbse dekha h
meri aankho pr log marte h

ab mujhe koi or dil nahi dene wala sagar

log kehte h meri aankho me tera chehra nazar ata h

kyu chupati ho
aakhir kyu inkaar karti ho
tumhari aankhe batati hai #jenab
tum bhi mujhse mere jitna he pyaar karti ho #AMit Maurya

Anonymous  

Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}
Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}

Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz}
‘Galib’ ne pee sharab wohi baidha kar,,,
naseeb likhe Khuda har jagah baidh kar..!
kya kehte ho masjid mein kafir dekha kar
‘khuda’ khus ho jayega ye sab dekha kar
{ praveen rakesh}

Anonymous  

Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}
Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}

Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz}
‘Galib’ ne pee sharab wohi baidha kar,,,
naseeb likhe Khuda har jagah baidh kar..!
kya kehte ho masjid mein kafir dekha kar
‘khuda’ khus ho jayega ye sab dekha kar
{ praveen rakesh}

Khuda se Dar ye Mohhabat,Khuda se Dar...
Tere Sitam Pe to..
Saitaan Bhi Reham mange....

Wo kati patang to arhi thi meri jaanib
Usey bhi loot liya oonche makaan walo ne

ab to mohabat sirf paise se chalti hai "BOBY"
vishwash ke naam par to dosti hi rah hayi

Badnaam na kar us kati patang ko soofi, janib wo teri nahi rukhe fiza arahi thi...

Badnaam na kar us kati patang ko soofi, janib wo teri nahi rukhe fiza aarahi thi...

Koi Gilla Nahin Hai Mujhy Tumharey Yaad na Kerny Ka,
"JAN-E-JAN"
Ujrrey Huey Chaman Ko To Parindy Bhi Chorr Jaaty Hain

This comment has been removed by the author.

khuda h usme,kafir se puch kr aaya hu
pr uksa pina chhuda de , ya wo khuda nhi....

na iski parwah h, na uski parwah,
ba teri hi arzoo, bs teri hi chah.

Happy Fathers Day 2015 wallpapers wishes, jokes, quotes are collecting here for you

khoobsorat he tu itna saha nhi jata,
kese hum khud ko rokle raha nhi jata,
chand me dag he ye jante he hum lekin,
Rat bhar dekhe bina usko raha nhi jata.

Mt sona kabhi kisi k kandhe pr sar rakh kr....jb ye bichhdten hain to resham k takiye pr bhi nind nahi aati...!

Ab to zindagi bhi humse khafa ho gayi,
Kehne lagi ke mohobbat se acha moot ko gale laga le.....!!!

Anonymous  

reallyyy nice shayari SHAHZAD.....!!!

Wo aksar hamare khwabon me dastak de jate hai,
Zakhmi dil ko or zakham de jate he...!!!

Log kehte the par samajh mein aaya abhii
Mohabbat mein pyaas hi pyaas h aur pani do boond nahii


Hr doobe ko kinare ki talash h
Hr ashiq ko mehbooba ki talash h
Sirf raato m sapne kyun dekhte ho
Jb hr andhere ko jugnu ki talash h

Dil agar khamosh hai to mubtala-e-ishq hai,
Warna ispe to Akhtar tera bi zor nai...

Ja us shaher ka pata la jaha mohabbat ka rewaj na ho,
Maine her koonche se puchha Akhtar tujhe wafa mili..

Usne kaha tum mai ab pehle jesi ab bat nahi,
maine kaha kyunki zindgi mai ab tera sath nahi,

Usne kaha kya ab bhi kisi ki ankho mai dub skte ho?
Maine kaha kisi ki ankho me ab wo bat nahi,

Usne kaha kyun chaha tha tumne mujhe itna?
Maine kaha insaan hun pathar nahi,,,,

Na kehne se hoti hai, na sunane se,
Ye jab suru hoti hai too bas muskurane se

Na kehne se hoti hai, na sunane se,
Ye jab suru hoti hai too bas muskurane se

ab bhi kuch panne baki hai teri shahi ke bagar
apna lahu to sukh chuka paani ki tarha

"Aaj badlon ne fir sazish ki,
Jahan mera ghar tha wahi barish ki,
Agar falak ko zid he bijliyan girane ki,
To hame bhi zid he wahin aashiya banane ki..."


Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}
Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}
Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz}
dil me kafir k he khuda phr vo jagah nhi jnha khuda nhi.
Hai khuda agar hr jagah khuda phr sarab ke pyale me q nhi {vikash laransh}

Won samajhta hay Mei her Chery Ka talabgar hon.
Mein daikhta sub hi Ko Hu mgr uski talaash Mei.

wo aake hamse izhar e mahobat kare,
hum uspe zindagi bhar wafa e pyar kare.

G bhar k maang lena tum jamane ki har khushi "deep"....ye tara har raat tootega teri khwaish k liye.

This comment has been removed by the author.

Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}


Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}


Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz}


khuda jis dil me maujud hai wo kafir nahin
khuda ko kafir kah diya par tumhe pata nahin.

-- jaydutt pathak

Bulaya tha mehfil me use dil se bedakhal karne ....
Lo ek bar fir agaye apna katil husn leke hamara qatal karne ......

hum un me se nahi jo apno ko dekh kr andekha kr de..
hum un me se hai jo gairo me bhi apno ko dhunda kartey hai...

is daur me koi nhi h tujhse wafa krne wala aye
"Zaki"
ab to lgta h maut se hi pyar krna padega.

Itna kamzor mat samajh is dil ko..
Ae nadaan..
Agar ye teri judai sah gaya to kuch bhi sah sakta hae...

Mohbbt karna h to dil dekhkar karo
Varna chehre to lksar daga dete h

is kadar bhukha hu saheb k ab to dokhe bhi kha leta hu
----- janab jogi jasdanwala----

<3 Mashallah <3 Amazing Shayaris.!! (Y)

"Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo,

Mitti Ke Khilonon Se Kabhi Wafa Nahi Milti....!"

Ab to unki yaad bhi nahi aati,
Faraz lagta hai ye bhi unki tarah bewafa ho gayi hai.

This comment has been removed by the author.

Pata tho kafir ko bhi hai khuda hai har jagah..
Jaha baitha hai pine ko usse lagta hai khuda vaha nahi .......

Gham nahi is pathhar dil zamaane se Raj...
Sheesha hu.. Mujhe to tutne ki aadat hai...

aaj bheegi h meri ungliyaan mere hi lahoo m.
Ye kaanch ke tukdo pe bharosa ki saja h.

Khuda hai har jagha kaha piyoge har jagah hai uski nigha( as khan)

Taklif sara sar meri seene me Jo hoti hain.
Aankho mein bass ek,sajar samne hoti hain.
Tanhaiyan meri,jise yaad kar ke roti hain.
Kyu us ki nazron me.ek meri nazar nahi hoti hain.
Nafrat se hogyi hain, shabaz aaise mohabbt se.
Be baat kafa hoti hain,be baat juda hoti hain.

Aj zakham e dil muskuraya hai, shayed usne mujhe bulaya hai, meri palkon per paou rakh kar, mera mehbub dil samaya hai

Suna hai sab kuch miljata hai DUA se, khud miljaunge ya mang lu khuda se

Dil to shayad hamara bhi bada hai,

Bass rukavat iss Hesiyat ne laga rakhi hai,


Is jahaan ko khaak banane mein der nahi lagegi,


Kambakhat hamari Niyat mein INSANIYAT ne rok laga rakhi hai

Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}
Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}

Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz} -

Wo Farazoghalib Sharab pina Kafir ka Kaam hai,
Masjid me baithkar pina guna ka kaam hai,
Toda sharm karo hum Musalman hai,
Sharab ko bhulana Insaan ka kaam hai...... to har dil me basna Khuda ka kaam hai...


Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti
nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti
aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai
inki pehchan aasan nahi hoti.....


Regards -
Pravin Pandey
http://hindiloveshayaris.in

ऐ ज़िन्दगी तुझसे और
क्या मांगू तु तो खुद मौत के
इतंजार मे जी रही हैं 😊

Kahte hai ishq aankhon se shuru hota hai, pyar toh unhe bhi hota hai jinki aankhe nhi hoti.

Ye khus mijazi tmhe line nahi degi.. Is daour me jina hai to kohraam macha do ___

KAUN KISE DIL MAIN JAGAH DETA HAI;
PED BHI SUKHE PATTE GIRA DETA HAI;
WAKIF HAI HUM DUNIYA K RIWAZO SE;
MATLAB NIKAL JAYE TO HAR KOI THUKRA DETA HAI.

har umr guzista ki hai mayyate saki
jindgi naam hai mar mar ke jiye jaane ka

Hum chahte toh kab ka unhe mana lete par wo ruthe nhi Badal gaye hai....!

Khuda se kya chupa hai aaj tak is jahan ka tu jaha piyenga khud tere sath rahenga

sab kuch paa liya!ja sab kuch koh diya!kuch b hoo...lakin dimple ko aajkl khab nhi aahtey!

This comment has been removed by the author.

Meri payar Ko Meri Majburi Naa Samjhna,aksar dekhta hoon tujko muskurate hooye kise aur k sath

This comment has been removed by the author.

jab b humne dost bnaya!ek aur dushman bnaya...aaj kya galat kiya...koi dost bnay aahaya aur humne usko maar diya!

kuch loog aapne oohkaat bhul jate hai,maa ko yaad rktey hai,lkin aapne baap ko bhul jate hai

hr koi j janta hai,ki kutta bafadar hota hai,lkin j koi nhi janta kutta kabhi sher k sath bafadari nhi krta.....

kaun kiske jaisa nikla,na apna pakistan na hindustan nikla,jab b dekha,toh kiska ka allah aur kise ka mahadev nikla......kaun kiske jaisa nikla (dimple bawa)

a mare humdum kr de rehya mujko,es dard se,na jane kyu ab tu b mujko acha nhi lgta.....

This comment has been removed by the author.

fanna krna,aur fanna hona,dono alag alag baatein hai,meh usko fanna kr skta hoon,lkin nhi kiya!boh mujko fanna nhi kr skte es liye meh khud fanna ho gya

khuda ki kassam,mohobat toh humko uske baateo se The,nhi toh paise etna hai,ki uske jaisa hr ladki ko bna do on..lakin woh awaaz ,boh ada,kidr se lahu jo sirf uske hai....

mulakat toh hum kare gye,,,,,dekhna j hai,,,,,,,ki kaun sa khuda mil gya.......jiske liye usne mare zannat shod di..........

aaksar boh ghar mujko bolta hai,ki boh kidr gye jo rhtey the!aur meh aaksar use bolta hoon,boh aajkal mare dil meh rhtey hai.......

waqt aur intzaar,sirf do hi baatein The,mare zindagi meh.....waqt ki kader nhi ki....aur intzaar kise ka kiya N hi......

meh aaksar j sochte hoon,ki kya bjya the ki meh tanha reh gya,phir hashi aah jati hai.........boh b toh duniya meh hai...aapno k sath N hi.....

kuch ketabao k panno meh,aaj b kuch phool,hai!manna ki aab boh mehakte nhi hai,lkin aaj b hai......

dil ko payar hai,us waqt se,jis waqt meh kuch nhi tha!lkin uske nazaro meh baut kuch tha!!!!!!

dewanao ko pagal hote waqt nahi lagta.......jo fanna ho jis k lehe,ushi ko fanna karne meh waqt nahi lagata

Boh etne dur nahi......Ki hum usko dekh na sakeh......Boh etne aamir nahi ki hum usko kuch deh na sakeh......Boh alag baat hai apna dil badaal gaha.......Nahi toh aisa koi duniya meh nahi jisko hum faana na kar sakeh

Meh aksar dekhta hu usay galliyao meh!Jis k naam seh sehar meh humarna naam tha!

puri duniya meh sirf do hi baatein hai"ek imaandari aur dusra paisa,ek greebo k liye,ek aahmiroo k liye......baki sab bakwas hai......

baut yaad kiya tujko!karta rha, karta rha ,karta rha!lakin tuko bhulne k liyay ek lamha lagha muje!!!!!

ek kitab hai,mare zindagi!khud hi likhi hai,sali khud hi padhi hai.......

meh sunata,rha aapna dard,ek duniya baloo ko,kitne ajeeb baat hai,hr koi bah bah krta rha,aur meh aashiq se shair bn gya

mere dil ka kaha mano ek ehsan kardo
ek benam si zindgi mere nam kardo
meri jan mujhpar ek ehsan kardo
ek subah ko milo aur sham kardo

dil k dard ko kr diya alvidya maine,jab suna maine ki.......boh baut kush hai......

waqt mila b toh intzaar ka........

badnaam es kadr huya meh....ki logo neh naam bnana shod diya....

boh zina hi kya,jo yaado k sahare hoo,tum b paise jabe meh rkhkr na khiradne ki baat krte hoo

boh zina hi kya,jo yaado k sahare hoo,tum b paise jabe meh rkhkr na khiradne ki baat krte hoo

meh chirag nhi jalata raateo ko,mra dil hi kafi hai.....sab kuch dekhne ko......

Kafir koi gali nahi hai. Log itna chidhte kyun hai. Iska matlab "chhupane wala" ya "inkar karne wala" hota hai.

Kafir koi gali nahi hai. Log itna chidhte kyun hai. Iska matlab "chhupane wala" ya "inkar karne wala" hota hai.

sajja bhi khoobsurt ho jaaye agar sunehra iljaam koi ho
zeher bhi dawa ban jaaye uspar tera naam agar ho

yeh mahobbat ka khel jo tum har kissi se khelti ho
yeh koi dariya nahi samundar ki gehrai hai

yeh jo aaj kal tum itani khamosh rehne lagi ho
bina kuch kahe bhi jo sabh kuch kehne lagi ho
bahut darti ho is duniya se wo bhi mahobbat ke khel mein
issi liye to chupkar mere dil mein rehne lagi ho

kya bataayein jab wo puchte hai ke maqsad kya hai
kismat mein safar hi milta raha antim mukaam bankar

ajeeb lutaf hai ek maut ke haathon bar baar marne mein
phir kissi bala se dil lagaane aaya hoon

tere paloo par jab hamaari najar dhehari
kuch bakfe ke baad na wo paloo dhehraa na hum

bakfaa means break

TeRa Irada Teri MuHaBBaT Teri Wafaa
Tu Jaane
Me Karta hu
Sirf tujh hi se MuHaBBaT Ye Mera KHuDa jaane

kal raat phir boh meley,aapni purani yaado k sath....hr ek baat yaad aahyi anshoo k sath,bewafa na boh the,bewafa na meh tha,bas juda hoo gye,etna milne k badh......

koi unse sirf etna poouche,kya mila humse bewafi kr k.....humne toh usko khuda samja,kya mila usko khuda na bnkr...

jiska chehra dekhr dil ki dhadkan tezz hoo jati thi,usko dekhey huye kitne saal hoo gye,aab toh mujko b sakh hai,ki meh zinda hoon ja mar gya.....

Bhai sahab mujhe bhi connecting milega kya 😁

Kafir ke dil me bhi maujud hai khuda besak wo khuda ko manta nahi kaise trase khud ko jo khuda ko pehchanta hi nahi

This comment has been removed by the author.

Meri Mohbbat ki Intehaan Dekhni hai Toh
Mere Dil Sey Lag Kar Dekh...

Tere Dil ki dhadkan Na ruk jaayein To Meri Mohbbat ko thukra dena.......

Mein tujhse kese kahu aye mehrbaan mere...


Ki ek tu hi elaaj h meri har udas sham ka...

Mein tujhse kese kahu aye mehrbaan mere...


Ki ek tu hi elaaj h meri har udas sham ka...

Kya hua agar nind naa aayi to,tumhare pas saboot to h unke pyar kaa…

intahan ho gayi ab to intjar ki 'sultan'
Na Jane Maut ka wo pal kab aayega.....

....Nikunj Pandya 'sultan`

Iss kadar na dhaal khud ko uski chaht main,
Kahi rah he na jaye wo bas aahat main.

Iss kadar na dhaal khud ko uski chaht main,
Kahi rah he na jaye wo bas aahat main.

jo khuda se sachche dil se manga hota to, patang kya use udhane vala bhi tere kareeb hota aur vo oochee building waale kya sara jha iska gawah hota.....

Bus stand par ek din , ek khoobsoorat chehre ka didar hua , kyaamat thi mashah allah jaise kisi pari ka avtar hua ,bichhdana usse ham bhi na chahte the par ,tabhi uske muskande pahlvan boyfriend ka didar hua.. Yeh khuda tune mujhe itna dubla jyo banaya...Kyuuuuuu.......

ye aankhen abhi bhi gawah hai tere diye hue un jakhmonka,
par ye dil hai ki abtak tujh par atbaar karta hai..

kisii ko ghar se nikalte hii mil gaii manzil
koii hamaarii tarah umr bhar safar men rahaa
The more collection avaliable at Rekhta.org

Safar ka aapna hi majja hai...mare dost...meh aksr dkhta hoon...perandho ko band pinjere meh

Us zindagi ka majja hi kya...jisme hr din maut naa hoo

Na dard Ki talash hai..na Khushi Ki...na jane kyu chalta rhta hoon...aksar tanaha...

Chal mare dil...bsa Leh phir kise KO...tuttey huye garhoo meh b toh loog rhteye hai...

Aaj kl zindagi...es kadr tanha hai..jaise koi ajnabhi hoo sath batha..

Un k dard k hum aapne dil ..
Meh es kadr rkteye hai..jaise loog aapne ganneye smhal k rkteye hai

Jooh hi mil jateye hai..boh jaise....bina batye aanshoo mil jateye hai..ankhoo ko..

Mar Sa gya hoon..en Dino meh...lgta hai koi paap Kr gya hoon..en Dino meh...sochta rhtaa hoon tanha kya Kr gya hoon en Dino meh...dekha useye toh yaaad aahya mohobeit Kr gya tha un Dino meh

Naam tak nhi Leh skta kise k samne...hai lkin j sacch hai...ki uske bja seh zindagi fanna Kr lee Maine....

ख़ामोश फ़ज़ा थी कहीं साया भी नहीं था,
इस शहर में हमसा कोई तनहा भी नहीं था,
किस जुर्म पे छीनी गयी मुझसे मेरी हँसी,
मैंने किसी का दिल तो दुखाया भी नहीं था ...
Veena from Jammu
Shayari.net

Payar ek dard hai...khush rhneye bale...aksar tut jahya krte hai...

Boh sayaa Ki baat krte hai..sehar Ki baat krte hai..tanhiyao Ki baat krte hai...Etna hi bhol Diya hota...ki hum b kise seh payar krte hai

Tum sayaa Ki baat krte hoo..kamoshi Ki baat krte hoo..tanhiyo dard Ki baat krte hoo..sida sida kyu nhi kehte..ki tum b kise seh payar krte hoo

This comment has been removed by the author.

Dil ko aj phir seh payar hoo gya...j b uske tra nikla..

Boh jaise b hai..mare hai....duniya pagal nhi...jo mera aur uska naam sath sath lateye hai...

Mileye boh shadi k libas meh...sadak pr...boh toh kehte the...ki hum toh kise raja Ki rani bnageh

Dimple hoon meh...koi majnu nhi..jo ek ladki k liye....kuch Kr na skeye...aur apni jaan b de deh....

Apki baat seh dil thoot b gya...toh b jaan parwha nhi...tuttey huye garhoo meh b toh loog rhteye hai.....(dimple)

Apki baat reh jaheye....aur kya chiye...tume naa bhul pahyu..aur kya chaiye..baise b tanha gujr rheye the zindagi...jeene Ki koi bja mil jaheye ....toh aur kya chaiye...sagar ko farak nhi padta...hawa seh...agr toffan mil jaheye..toh Sagar ko kya chaiye....

Shod Diya us sakh KO...jisko mare zindagi hone Ki galatfaami the...meh aaj b zinda hoon...dimple bawa

Wonderful blog! I found it while searching on Yahoo News. Do you have any suggestions on how to get listed in Yahoo News? I’ve been trying for a while but I never seem to get there! Many thanks.
2048 online | tanki online 3 |

Kaisa itfakh hai...ki uske "naa"pr hi marta rrha meh...agr boh "hai"kehte toh kya hota....

Brosa todna toh tare fekrat thee hum jante the...esliye toh toh brosa kiya tujpr...kya hoga hum jante thee...

Anonymous  

Amazing post. Thanks! Romantic love msg is one of those people who want to shows feeling for those people who is close to his/her heart. Always Keep in mind send Romantic SMS is a best bonding procedure.

Dil badal Sa gya hai....mousaam aaj kidr ek jaisa rehta hai...

Dil badal Sa gya hai...mousaam ek jaisa kabhi nhi rhtaa..

Hr shaam ka intazar...es kadr rhta hai...aajkl mare yaaro...jaise kabhi uska rhtaa thaa kabhi...mujkoo...

kaise keh do ke hai bebafa woh...
har shaam unke ane ki khushboo deti hai FIZA......!

Apni akhon se kuch iss tarah hataya nakaab.....
Ke dekhne walon ki akhon me roshni na rahi.....!

suna hai dekhte hi tumhe shifa pate hai log....
mai bimaar-e-ishiq hon sifa kiyo nahi dete.....!

कल तक जो लोग डरते थे पानी की बूँद से,
दरिया का रुख बदलते ही तेराक बन गये....(गौरव)

Dariya ka rukh nhi badlta kabhi...mare yaaro...agr badla hai...toh jarror sumundr mil gya hoga...

Na Jane kyu...boh mujko aaj b yaad hai...galti nhi Ki Maine us se dil lagakr...

Dard jab hadh seh guzar gya...toh pata chala...zindagi toh j hai...pehle toh waqt barwadh kiya Maine...

Faraz hoo ja phir dimple...ja phir galib...ja phir ko aur...dard apnaa apnaa hai...lkin hadh seh jhada hai...j hi koi shayar nhi bn jata

Lamha lamha Mila...toh waqt bna..thoda thoda milkr..jab bichda toh dard bna..aise hi nhi bdnaam meh mare yaaro....usko cha hi Etna...ki boh mra na bna...

Isq to najro ka hisab hai
Muqaddash rooh se dekho
Hain jakhm bhi vo
Hain marham bhi vo
Ya unki khata dekho
Ya unme khuda dekho

Dil aaj b yaad krta hai..tuje..kaun kehta hai...ki tu mujse baut duur hai..

Sochnaa kabhi fursat meh...ki kitne mohobeit krta thaa tumse..tumne jisko pasand kiya..usko jabardastii tra bna Diya...aur tumko aajtak malum hi nhi...

This comment has been removed by the author.

Zahid sharaab peeney de masjid mein baith kar,
Ya woh jagha bata jahan Khuda nahin ...!
{Mirza Ghalib}

Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi ...!
{Allama Iqbal}

Kaafir ke dil se aaya hun mein ye dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usay pata nahin ...!
{Ahmad Faraz}


Agar aya tha tu dkhne dil me mere aks-e-khuda....
to kaafir hu ya nahi ye bhi tujhe pata nahi..?? (AAMIR MALIK)

Na chupaya he kbhi na inkar kiya hai,
Na mene tumse tol mol kr pyaar kiya hai,
Mera ishq he beintehaan,
Sajade me mene tumhare saara jahaan kiya hai...

Dard k badasha hai hum...kise Ki kya oohkhat...jo todha Sa dard lkr ...humko rulhaa deh...

Jab boh pehle bar mile..tab hi payar hoo gya.... Ab toh intazaar b waqt lagata hai ..

Aisa nhi Ki meh khuda..ko nhi mantaa...bas j sochta hoon..ki jab boh hr zare zare meh hai..toh sharab meh kyu nhi...

Meh Jo b likhta hoon..apna dard likhtaa hoon..kise k dard pr meh wah wah kyu sunhu...

Chalo..aaj Sagar k karib jatee hai...dekhte hai...kitnaa kuch hai...uske karib ...

You are such an amazing writer. You have such a hug collection of shayari. I like to read these type of shayari. I suggest you to visit hindi sad shayari

Har baat pay chup rehna seekha h
Ashkon k libas m behna seekha h
Har dard ko har zakhm ko bina aahat k sehna seekha h
Jab se hui is dil k saath bewafai
Isne jeete Ji marna seekha h

This comment has been removed by the author.

Bewafaon ki duniya mein mukhdma ishqq
Per chal raha tah
Waha har wo shaks ko saza-E-mout di
Gayi jo mohobbat mein waha ker raha tah

Etna kkuch tutta hai mare undr...maut v esko jhood nhi pahi gye...

Hai meh Badal gya hoon..tanha rhta hoon...khud seh hi baat krta hoon..kya lna duniya seh..jab aapna mra dardoo ka sehar hai..

Boh mil b jahe toh kya...ab kya krna milkr...zindagi hai..bina badnaam k gujaroo

Ye Dil bhi tere naam kiya
Ye jahan bhi tere naam kiya....
Ab kuch to rehney do janeymann
Darr lagta hai kahi kidney na maang lo

Anonymous  

Jindagi ki uljhano me you uljhe pade the faraz 2
Na unki wafa dikhi na WO masum dewangi.
Ishq mohabbat se fasle banane ka irada rakhte the,
Magar ab unke kayal hone ki iccha se hoti h herangi.

tanha rehkr b kya milaga,chal phir dimple talash kr uski jo tanha meh ek duniya hai...

tere aane se humne jeena suru kiya
jab se tu tha gya chhod kar,
jab se hi sarab peena suru kiya..

Tere baare me kya likhu sochte huye darte h
Kahi logo ne samjh liya toh tu khawabo me bhi aana chod dega

itne bhi kya masruf hua jamane me "ajay"
yaad dilana pade, yaad karane k liya

Dil diya jis mod par, de dunga jaan bhi usi mid par....
Fir log kahenge gajab ho gaya, mar gaya ashiq usi mod par....

dilo ki awaaj ko....raat hi payari lagti hai....kyuki ek sharab hoti hai...ek uski yaad hoti hai...

Post a Comment